Skip to main content

Posts

Showing posts from March, 2013

Zindagi Na Milegi Dobara Shayaris

Zindagi Na Milegi Dobara Shayaris Pighle neelam sa behta ye sama, Neeli neeli si khamoshiyan,   Na kahin hai zameen , Na kahin aasmaan, Sarsaraati hui tehniyaan pattiyaan, Keh raheen hai bas ek tum ho yahan,   Sirf main hoon, Meri saansein hain aur meri dhadkanein, Aisi gehraiyaan, aisi tanhaiyaan,   Aur main…Sirf main. Apne hone par mujhko yakeen aa gaya. Ek Baat Hoton tak hai jo aayi nahin Bas aankhon se hai zaankti tumse kbhi…. mujse kbhi…. kuch lafj hai jo woh aangti jinko pehnke kabhi hoton tak aa jaye wo..awaaj ki baho me bahe dalke ithlaaye wo lekin jo ek baat hai…ehsas hi ehsaas hai khushbo si hai… jaise hava me jo tairti, khushboo jobhi awaaz hai….. jiska pata tumko bhi hai…jiski khbar mujhko bhi hai duniya se bhi chupta nahi…..ye na jane kaisa raaz hai!       Jab jab dard ka baadal chaya,Jab ghum ka saya lehraya Jab aansoo palkon tak aya,Jab yeh tanha dil ghabraya Humne dil ko yeh samjhaya,Dil aakhir tu kyun rota hai Duniya mein yunhi ho

Bollywood box office collection 29th March 2013

Bollywood box office collection 29th March 2013 Hit : Film which doubles the investment;  Super-Hit : Film which more than doubles the investment by additional 20%;;  Average : Film which only recovers investment; Plus : Film which recovers investment & yields some profit;  Flop : Film which loses 50% or more of investment;  Losing : Film which does not recover the investment but loses less than 50% of it.  *  Still Running. Film Release date Opening Day Opening Weekend Opening week Lifetime Box-office verdict Himmatwala 29-Mar 12 12* 12*  12*  Not Declared* Aatma 22-Mar 1.5* 1.5* 1.5*  1.5* Not Declared* Rangrezz 21-Mar 1.0*  1.0* 1.0* 1.0*  Not Declared* Mere Dad Ki Maruti 15-Mar  1.30  1.30* 1.30* 1.30* Not Declared* Jolly LLB 15-Mar  3.12  7.35* 7.35* 7.35* Not Declared* 3G 15-Mar 0.75*  0.75* 0.75* 0.75*  Not Declared* Saheb Biwi Aur Gangster Returns 8-Mar 3.5 12.75 18.25 18.25* Not Declared* The Attacks Of 26/11 1-Mar 1.45  5.50  8  11.50* Flop I Me A

Pyar ka Punchnama Dialogue

Pyar ka Punchnama Dialogue After being frustrated by his girl friend; Rajat take it all out…enjoy the below     Problem yeh hai ki woh ladki hai.  aur kya problem hai Problem yeh hai ki main chahata hoon ki meri life mein koiye problem na ho Lekin agar meri life mein koiye problem na ho toh yeh uski life ki sabse badi problem hai… And bull shit she is worried yaar use to celebrate karna chahiye tha She is in this exactly what she wants Seriously yaar aajkal jab bhi wo muh kholti man karta hai muh me kuch stuff kardoon Trust me yaar cheih mahinom me I have had it all Sab dekhliya meine Kaunsi pyaar  Kaisi relationship? Kahin ki khushiya? Relationship ka matlab ye rehta hai an end to your own happiness Uske baad all you have to worry about is uski khushiyaan uska birthday uske kutte ka birthday Uska new year to kabhi tumhara bhi new year tha In ladkiyon ko na koi khush nahi rakh sakta A happy woman is a myth Tu batman wali ki dekh le Saala